prakhand hulasganj Kokarsa panchayat ward no.(13) maha dalit tola me gali ka ye haal hai
gali dhalaiya nhi hone ke karan aur nali banne ke kar pura rasta kharab ho gya hai bike bhi Jane ka rasta nhi hai aur gali ke bagal me ghera mar diya gya hai dikkat to tab hota hai jab baris hota hai my aap se request karta hu ki Meri samsya ko sabdhan kijiye 🙏🙏