#sonkhari #kherli #nagar palika #kherli @bhajanlal
@ramesh khichi
gram Panchayat sonkhari mein Nagar Palika dwara kachra nahi uth rha hai rodo par koi bhi saf safai nhi ho rhi h nagar palika khuch log aate h or safai ke nam par 10 m saf safai kar ke apna kam summit kar ke nagar palika ko saf ki videos bhej kar ke apna kam dikha Diya jata h par abhi bhi kachara saf nhi Kiya gya Agra unse bolte hai to bo bolte hai ki agle month ke liye bhi to yhi kachra dikhana h ki hum ne kachra nikala h ye bol kar chala gya humari nagar palika kherli se yhi binti hai ki kam se kam 1manth me to kachra saf kar do na koi naliyo ki koi saf safai #nagar palika #kherli please request