Jharkhand rajya ki sabhi pramukh sarkari yojanaon ko lekar aaj ka verified aur sachcha update is video ke madhyam se diya gaya hai. Filhaal Mukhyamantri Maiyya Samman Yojana, PM Kisan Samman Nidhi, Old Age Pension, Abua Awas Yojana, Scholarship ya kisi aur yojana ke naye paisa transfer ya nayi list ko lekar sarkar ki taraf se koi official confirmation jaari nahi ki gayi hai. #JharkhandYojana #SarkariYojana #YojanaUpdate