Jodhpur walon Hotel Rajwada palace mein lagne ja rahi hai sirf do din ke liye Rajasthan ki viral sale aur ye viral isliye hai kyunki ye sale lagti hai 5-star hotel ke AC hall mein!”
Yahan 99 rupaye ki starting se hi aapko dher sare item mil jaenge
Jahan aapko branded kapdon pe milta hai upto 80% se 90% OFF! Yani ki 2000 se 4000 wale kapde aapko yahan mil jayenge 199 ,299 399 Rupaye main. Aur sirf kapde hi nahi, yahan aapko
home furnishing aur home decor ki variety dekh ke tumhara dil khush ho jayega! Bachon ka jo collection yahan hai, poore Jodhpur mein kahin nahi hai.”
Sale hogi
Location: hotel Rajwada palace veterinary hospital ke samne ratanada Jodhpur
Dates: 16 se 17 May, 2026
Time: 10:00 AM to 9:00 PM
Entry aur parking free hai
#jaishreeram #jaibajrangbali #jodhpur