Kehte hain Swarg upar hai… par kabhi Dev Deepawali par Kashi aakar dekhna! 🪔✨❤️
Jab Ganga ke ghats lakhon diyon se jagmaga uthte hain, toh lagta hai jaise poora swarg zameen par utar aaya ho. 🥹❤️
Kashi ka aakhri tyohar, lekin sabse khoobsurat nazara! 🪔🌸
Ye sirf ek festival nahi, Banaras ka woh ehsaas hai jo zindagi bhar dil mein reh jaata hai! ❤️🔱
📍 Kashi, Banaras 🇮🇳
Har Har Mahadev! 🔱🙏
❤️ Tag karo us insaan ko jiske saath tum Dev Deepawali par Banaras aana chahte ho!
#devdeepawali #devdeepawali2026 #kashi #banaras #varanasi
HarHarMahadev BanarasDiaries KashiVishwanath BanarasVibes ExploreVaranasi IncredibleIndia GangaGhats TravelReels SpiritualIndia DevDiwali