Banaras ki in patli galiyon mein ek aisa rahasya chhupa hai, jiske baare mein shayad bahut kam log jaante hain… 🛕✨
Yahin virajmaan hain Maa Vindhyavasini ka Baal Swaroop — Baal Mata Vindhyavasini 🙏
Aur har Sawan ki tarah is baar bhi 14 August 2026 ko Devi Kotha Mandir se Sodha Vindhyachal ke liye Maa ki yatra niklegi. 🚩
Banaras sirf ek shehar nahi, har gali mein ek kahani aur har mod par ek aastha hai. ❤️
Har Har Mahadev 🚩 | Jai Maa Vindhyavasini
.
.
.
.
[ varanasi , kashi , banaras , Vindhyachal, mirzapur , kashi vishwanath , storiesofkashi ]
#varanasi #kashi #banaras #vindhyachal #mirzapur
Sadar, Varanasi | Aug 13, 2026