Sorry for the flex, but…
Mahadev ne mujhe un logon mein rakha hai jo rishton ko nibhana jaante hain, kisi ka fayda uthana nahi.
Na kisi ko rulakar khushi milti hai, na kisi ko tadpaakar akela chhodne ki aadat hai.
Meri fitrat mein saath dena hai, kisi ko todna nahi. ❤️
#mahadev #mahakal #harharmahadev #shiva #bholenath