Kuch tasveerein sirf chehre nahi, unke peeche chhupi aastha aur emotions ko capture karti hain. ❤️
Haathon mein arghya, aankhon mein vishwas aur dil mein Chhathi Maiya ke liye hazaaron duayein…
Yahi toh Chhath hai, jahan har kisi ki apni mannat hai, apni kahani hai. 🙏
Usha Arghya | Jamshedpur 2026 ☀️
Jai Chhathi Maiya! ❤️
#ChhathPuja #UshaArghya #ChhathMahaparv #JamshedpurDiaries #Jharkhand