PWD kapkot ne Nala (kalmat) saaf nhi kiya
PWD kapkot ne apna kaam thik se nhi Kiya, jis karan pindari moter marg Dulam m road m paani aagya h jis se makaano ko khatra h makaan k aagey 4-5 MTR ka hissa Tut gya h or naala block h (kalmat) kabhi bhi Tut sakta h, vibhag walo ko koi matlab nahi h aaj 2 din ho gye hain kisi bhi govt. vibhag ka koi employe nhi aaya, jb inke sath bhi Aisa hoga tb shyad inhe pta chlega aise employees ki salary to time pe aati h chahe ye kuch kaam kare ya na kare.